“Teri Majbooriyan Durust” Song Details:
| Album/Label: | Ae Gandumi Rangat Waali Vol 2 |
| Singer(s): | Khalil Haider |
| Composer(s): | Khalil Haider |
| Music Director(s): | Khalil Haider |
| Genre(s): | Ghazal |
| Starring: | Khalil Haider |
| Release on: | 1st January, 2007 |
Teri majbooriyan durust magar
Teri majbooriyan durust magar
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Teri majbooriyan durust magar
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Teri majbooriyan durust magar
Tu jahaan chand roz thehra thaa
Tu jahaan chand roz thehra thaa
Tu jahaan chand roz thehra thaa
Yaad karta hai tujhko aaj woh ghar
Yaad karta hai tujhko aaj woh ghar
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Teri majbooriyan durust magar
Hum jahaan roz sair kartey they
Hum jahaan roz sair kartey they
Hum jahaan roz sair kartey they
Aaj sunsaan hai woh raahguzar
Aaj sunsaan hai woh raahguzar
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Teri majbooriyan durust magar
Tu jo na gaah saamne aaya
Tu jo na gaah saamne aaya
Tu jo na gaah saamne aaya
Rakh liye maine haath aankho par
Rakh liye maine haath aankho par
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Teri majbooriyan durust magar
Teri majbooriyan durust magar
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Tune wada kiya thaa yaad toh kar
Teri majbooriyan durust magar.


