“Torey Praakash Se Naash Ho” Song Details:
| Movie: | Chandidas (1934) |
| Singer(s): | Pahadi Sanyal |
| Lyricist(s): | Agha Hashra Kashmiri |
| Composer(s): | Rai Chand Boral |
| Music Director(s): | Rai Chand Boral |
| Genre(s): | Bhakti |
| Director(s): | Nitin Bose |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | K.L. Saigal, Umasashi, Pahadi Sanyal |
Torey prakaash se
Naash ho sakal ahankaar
Torey prakaash se
Naash ho sakal ahankaar
Apne sewa yog banaao
Apne sewa yog banaao teri nahin
Torey prakaash se
Naash ho sakal ahankaar
Milan ki saanjh ho dukh door
Saari baadhaayen ho jaayen door
Milan ki saanjh ho dukh door
Saari baadhaayen ho jaayen door
Hriday ke taaron mein goonj uthhe
Hriday ke taaron mein goonj uthhe
Gambheer madhur jhankaar
Torey prakaash se
Naash ho sakal ahankaar.


