Tu Ja Raha Hai To Lyrics

Tu Ja Raha Hai To Lyrics Lyrics

“Tu Ja Raha Hai To” Song Details:

Album/Label: Mahek (2009)
Singer(s): Pankaj Udhas
Composer(s): Ali Ghani
Music Director(s): Ali Ghani
Genre(s): Ghazal
Music Label: © T-Series
Starring: Pankaj Udhas
Release on: 29th April, 2009

Tu ja raha hai to tanhaaiya bhi leta jaa

Ye taalukat ki parchhaiya bhi leta jaa

Tu ja raha hai to

Nazar ke charche gharo ki kahaniya bhi samet

Gali mein ghoonjati rushwaiya bhi leta jaa
Gali mein ghoonjati rushwaiya bhi leta jaa
Ye taalukat ki parchhaiya bhi leta jaa
Tu ja raha hai to tanhaaiya bhi leta jaa
Tu ja raha hai to

Gayi ruto ka har ek lamha mujh ko lauta de

Phir apni yaado ki purawaiya bhi leta jaa
Phir apni yaado ki purawaiya bhi leta jaa
Ye taalukat ki parchhaiya bhi leta jaa
Tu ja raha hai to tanhaaiya bhi leta jaa
Tu ja raha hai to

Kabhi jo tut ke barsi thi mere baahon mein

Jo ho sake to woh angdaiya bhi leta jaa
Jo ho sake to woh angdaiya bhi leta jaa
Ye taalukat ki parchhaiya bhi leta jaa
Tu ja raha hai to tanhaaiya bhi leta jaa
Tu ja raha hai to.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top