Tujhe Chor Kahoon Ya Qaatil Lyrics

Tujhe Chor Kahoon Ya Qaatil Lyrics Lyrics

“Tujhe Chor Kahoon Ya Qaatil” Song Details:

Movie: Meharbaani (1982)
Singer(s): Kishore Kumar
Lyricist(s): Ravindra Jain
Composer(s): Ravindra Jain
Music Director(s): Ravindra Jain
Genre(s): Romantic
Director(s): A. Nairang
Music Label: © Saregama
Starring: Mahendra Sandhu, Sarika, Narendra Nath, Bindu, Randhir, Urmila Bhatt, Nasir Hussain, Brahmachari, Bharat Bhushan, Bachatar Singh, Jerry, Jugnu, Dhanraj Habib, Ramlal, Sher Singh
Release on: 13th May, 1982

Tujhe chor kahu ya qatil
O baato baaton mein tune mera dil
Kar liya chori haay haay chori
O baato baaton mein tune mera dil
O chhori tujhe chor kahu ya qatil
Haay haay qatil

Bedard sitam o beparwaah
Bekal chanchal chatkili si
Dil sakht qayamat patthar saa
Aur baate narm rasili si
Kazraari aa aankh katili si
Matwaari naar hatili si
O akhiyaan mast nasheeli si
Kuchh kaali si kuchh peeli si
O tujhe chor kahu ya qatil
Haay haay qatil

Roothe machale so swang kare
Baaton mein lade nazron mein mile
Aye hosh qayamat kaatil ka
Jo baat kahoon woh sab samjhe
Yeh sokhi suphurti betaabi
Bijali ki tarah chamke chamke
Chanchak achpal chatke matke
Sar khole kaampe has haske
O tujhe chor kahu ya qatil
Haay haay qatil

Jee chahe tujhe baahon mein liye
Kho jaaun mast baharon mein
Haan door kahin phir udd jaaun
Haste huye chaand sitaaron mein
Aye husn ki malika dil le kar
Ab khoone tamanna na phirna
Jo aaj kahoon mujhe kehna de
Kisi baat pe tu na na karna

Tujhe chor kahu ya qatil
O baato baaton mein tune mera dil
Kar liya chori haay haay chori
O baato baaton mein tune mera dil
O chhori tujhe chor kahu ya qatil
Haay haay qatil.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top