Tum Hardafa Ho (Title) Lyrics

Tum Hardafa Ho (Title) Lyrics Lyrics

“Tum Hardafa Ho (Title)” Song Details:

Album/Label: Tum Hardafa Ho (2017)
Singer(s): Ankit Tiwari
Lyricist(s): Abhay Kumar Upadhyay
Composer(s): Ankit Tiwari
Music Director(s): Ankit Tiwari
Genre(s): Love
Music Label: © Times Music
Starring: Ankit Tiwari, Aditi Arya
Release on: 30th August, 2017

Tum na aye sass ho
Janati bhar saath ho
Tum na aye sass ho
Janati bhar saath ho

Dhoop jitni hai subha ki
Utne mere pass ho

Tum hansi lamhat ho
Rahton ki baat ho
Khwabon ko rakh ke labhon pe
Gungunati raat ho

Tum ho din ke ujalon mein bhi
Rabb sa khiyaloon mein bhi
Tum har dafaa ho..
Tum ho meri awazon mein bhi
Bin boole waado mein bhi
Tum har daafa ho..


Haan sath mein mere raat bithane
Neend ki tarha aao sirhane

Tum meri muskaan ho
Tum hi meri jaan ho
Main hoon pal bechaniyon ka
Tum mera araam ho

Tum ho din ke ujalon mein bhi
Rabb sa khiyaloon mein bhi
Tum har dafaa ho..
Tum ho meri awazon mein bhi
Bin boole waado mein bhi
Tum har daafa ho..

Main rehna chahoon tumhi se hoke
Tere kinaare mujhe phir roke

Tum meri pehchan ho
Tum hi mera naam ho
Main hoon lambha do pehar ka
Tum subha ho sham ho

Tum ho din ke ujalon mein bhi
Rabb sa khiyaloon mein bhi
Tum har dafaa ho..
Tum ho meri awazon mein bhi
Bin boole waado mein bhi
Tum har daafa ho..

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top