Tum Jahan Jaoge Lyrics

Tum Jahan Jaoge Lyrics Lyrics

“Tum Jahan Jaoge” Song Details:

Movie: Ganga Meri Maa (1983)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Romantic
Director(s): Shyam Ralhan
Music Label: © T-Series
Starring: Danny Denzongpa, Iftekhar, Sujit Kumar, Ranjeet, Nirupa Roy, Neetu Singh, Shatrughan Sinha

Ho dil apko jab se diya hai
Ye faisla tab se kiya hai
Dil ap ko jabse diya hai
Ye faisla tab se kiya hai
Tum jaha jaoge hamko hi paoge
Humko hi paoge

Dil ap ko jabse diya hai
Ye faisla tab se kiya hai
Tum jaha jaoge hamko hi paoge
Humko hi paoge

Jo rat me aake ankho se ninde chura ye
Wo tum ho wo tum ho
Jo dil me rahke khwabo khyalo me aaye
Wo tum ho wo tum ho
Dil ap ko jabse diya hai
Ye faisla tab se kiya hai
Tum jaha jaoge hamko hi paoge
Humko hi paoge

Ab ek manjil hai or ek rasta hamara
Jhum ke hum chale
Ek duje ko pyar ka deke gul dan sahara
Jhum ke hum chale
Dil ap ko jabse diya hai
Ye faisla tab se kiya hai
Tum jaha jaoge hamko hi paoge
Humko hi paoge

Dil kah raha hai jawa apni baho me mela
Dard to kuch mite
Tanhayi me payr ka khel ji bhar ke khelo
Dard to kuch mite
Dil ap ko jabse diya hai
Ye faisla tab se kiya hai
Tum jaha jaoge hamko hi paoge
Humko hi paoge.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top