Tum Na Aaye Lyrics

Tum Na Aaye Lyrics Lyrics

“Tum Na Aaye” Song Details:

Album/Label: Aankhon Ne Tujhko Dekha
Singer(s): Madhav
Lyricist(s): Nizaam
Composer(s): Arvind Pandey
Music Director(s): Arvind Pandey
Genre(s): Ghazal, Sad
Director(s): Madhav
Music Label: © T-Series
Starring: Madhav
Release on: 13th March, 2015

Tum na aaye tumhaari yaad satati hai mujhe

Lambi lambi yeh kaali raat jagati hai mujhe

Birhaa ki yeh jo raate kaate nahi hai katati

Chhaye hai gham ki badiya
Saalo se nahi chhatati
Chhaye hai gham ki badiya
Saalo se nahi chhatati
Meri tanhaai lori gaake sulaati hai mujhe

Aasaan hai waada karna
Mushkil hai bas nibhana
Aasaan hai waada karna
Mushkil hai bas nibhana
Tuta jo dil ye mera tab jaake maine jaana

Bhuli bisri teri yaade kyun rulaati hai mujhe
Bhuli bisri teri yaade kyun rulaati hai mujhe
Lambi lambi yeh kaali raat jagati hai mujhe
Lambi lambi yeh kaali raat jagati hai mujhe
Tum na aaye tumhaari yaad satati hai mujhe
Tum na aaye tumhaari yaad satati hai mujhe
Tum na aaye tumhaari yaad satati hai mujhe
Tum na aaye tumhaari yaad satati hai mujhe.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top