Tum Na Rahi Lyrics

Tum Na Rahi Lyrics Lyrics

“Tum Na Rahi” Song Details:

Label: Zenas Productions
Singer(s): Anurag Vashisht, Pavithra Chari
Genre(s): Love
Music Label: © Zenas Productions

Tere bina haan jeena nahi
Sikha kabhi jo bhi ho
Tere bina haan jeena nahi
Sikha kabhi jo bhi ho

Tum ho pass ya ho door
Bas tujhmein hi basa
Saath choota kyun dil ye toota kyun
Jaane kyun aur kahan tum gaye

Sab dil ki galti hai ye maane na
Samjhado tum isko
Ye sunta hi hai kahan

Kaise samjhayein kaise behlaye
Ke tum na rahi ab tum na rahi


Ab tum na rahi
Ab tum na rahi
Ab tum na rahi
Ab tum na rahi

Ye zakhm hain kaise bhare
Ye raat ab kaise katte
Ye baatein koi na samjhe

Teri khamoshi sahi jaye na
Vairi hui zindagi

Kaise samjhayein kaise behlaye
Ke tum na rahi ab tum na rahi

Ab tum na rahi
Ab tum na rahi

Tere bina adhoora main
Iss bheed mein akela main
Kaise rahein tere bina
Ab kaise jiyen tu hi bata

Inn yaadon ki galliyon mein
Dil ki tasveeron mein
Tum ho meri kahin
Tum ho meri kahin

Ab tum na rahi
Ab tum na rahi
Ab tum na rahi
Ab tum na rahi

Ab tum na rahi
Ab tum na rahi
Ab tum na rahi
Ab tum na rahi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top