Tumhare Shehar Ka Mausam Lyrics

Tumhare Shehar Ka Mausam Lyrics Lyrics

“Tumhare Shehar Ka Mausam” Song Details:

Album/Label: Awargi Mein Had Se Vol 2 (2013)
Singer(s): Munni Begum
Composer(s): Munni Begum
Music Director(s): Munni Begum
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Times Music
Starring: Munni Begum

Tumhare shehar ka mausam
Bada suhana lage
Tumhare shehar ka mausam
Bada suhana lage
Tumhare shehar ka mausam
Bada suhana lage
Main ek shaam chura loon
Agar bura na lage

Tumhare bas mein agar
Ho toh bhool jaao hamein
Tumhare bas mein agar
Ho toh bhool jaao hamein
Tumhein bhoolane mein shayad
Mujhe zamana lage
Tumhein bhoolane mein shayad
Mujhe zamana lage
Main ek shaam chura loon
Agar bura na lage

Hamare pyar se jhalne
Lagi hai ek duniya
Hamare pyar se jhalne
Lagi hai ek duniya
Duaan karo ke kisi
Dushman ki baduaan na lage
Duaan karo ke kisi
Dushman ki baduaan na lage
Main ek shaam chura loon
Agar bura na lage

Jo doobna hai toh
Itne sukoonse woh
Jo doobna hai toh
Itne sukoonse woh
Ke aas paas ki lehron
Ko patana lage
Ke aas paas ki lehron
Ko patana lage
Main ek shaam chura loon
Agar bura na lage

Woh jis tarha se mere
Saath bewafaai kar
Woh jis tarha se mere
Saath bewafaai kar
Ke tere baad mujhe
Koi bewafa na lage
Ke tere baad mujhe
Koi bewafa na lage
Main ek shaam chura
Loon agar bura na lage
Tumhare shehar ka mausam
Bada suhana lage.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top