Tumko Dekha To Lyrics

Tumko Dekha To Lyrics Lyrics

“Tumko Dekha To” Song Details:

Album/Label: Life Story (2001)
Singer(s): Jagjit Singh
Composer(s): Jagjit Singh
Music Director(s): Jagjit Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music

Tum ko dekha to ye khayaal aaya
Tum ko dekha to ye khayaal aaya
Zindagi dhoop tum ghana chaaya
Tum ko dekha to ye khayaal aaya

Aaj phir dil ne ik tamanna ki
Aaj phir dil ne ik tamanna ki
Aaj phir dil ko humne samjhaaya
Tum ko dekha to ye khayaal aaya

Tum chale jaaoge to sochenge
Tum chale jaaoge to sochenge
Humne kya khoya humne kya paaya
Tum ko dekha to ye khayaal aaya

Hum jise gunguna nahin sakte
Hum jise gunguna nahin sakte
Waqt ne aisa geet kyoon gaaya
Tum ko dekha to ye khayaal aaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top