Tune Kahi Aur Meine Maani Lyrics

Tune Kahi Aur Meine Maani Lyrics Lyrics

“Tune Kahi Aur Meine Maani” Song Details:

Movie: Thodi Life Thoda Magic
Singer(s): Kailash Kher
Lyricist(s): Irshad Kamil
Composer(s): Vinay Tiwari
Music Director(s): Vinay Tiwari
Genre(s): Love, Sad
Director(s): Vinayak Rajesh
Music Label: © Ultra
Starring: Jackie Shroff, Arbaaz Khan, Parmeet Sethi, Sahil Chadha, Meera Vasudevan, Paresh Rawal
Release on: 27th June, 2008

Khubsurat hai jo
Kuchh bhi sansaar mein
Bas samaj lo ke duba hai woh pyaar mein
Ho rabba woh pyaar mein
O raama woh pyaar mein
Ho ho ho o o o o hoo o o o ho..

Tune kahi aur maine maani
Pyaar nahi toh kya hai yeh
Tune kahi aur maine maani
Pyaar nahi toh kya hai yeh
Dil ki dil ko dard nishaani
Dil ki dil ko dard nishaani
Pyaar nahi toh kya hai yeh
Tune kahi aur maine maani
Pyaar nahi toh kya hai yeh

Khaaraa paani aankhon ka hai
Khaare sabhi samnadar bhi
Saat samandar hote hai
Do aankhon ke andar bhi
Kis paani mein chhupi kahaani
Kis paani mein chhupi kahaani
Pyaar nahi toh kya hai yeh
Tune kahi aur maine maani
Pyaar nahi toh kya hai yeh

O ho ho ho o o o o ho..
O o o o o o ho..

Pal kya sach mein badal gaya hai
Ya maine sapana dekha
Tum badale ya badal gayi hai
Mere haathon ki rekha
Inn socho mein shaam bita di
Inn socho mein shaam bita di
Pyaar nahi toh kya hai yeh
Tune kahi aur maine maani
Pyaar nahi toh kya hai yeh
Tune kahi aur maine maani
Maine maani maani re
Haay pyaar nahi toh kya hai yeh
Dil ki dil ko dard nishaani
Dil ki dil ko dard nishaani
Pyaar nahi toh kya hai yeh
Tune kahi aur maine maani
Pyaar nahi toh kya hai yeh
Pyaar nahi toh kya hai yeh
Pyaar nahi toh kya hai yeh
Pyaar nahi toh kya hai yeh
O o ho o ho…


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top