Unhe Khokar Lyrics

Unhe Khokar Lyrics Lyrics

“Unhe Khokar” Song Details:

Movie: Angarey (1954)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Composer(s): S. D. Burman
Music Director(s): S. D. Burman
Genre(s): Sad
Director(s): K.B. Lall
Music Label: © Saregama
Starring: Nasir Khan, Nargis Dutt, Nanda, Pran, Ratan Kumar, Jeevan, Paro, K N Singh, Jagirdar, Baby Nanda
Release on: 1st January, 1954

Unhe khokar
Unhe khokar
Dukhi dil ki dua se
Aur kya maangu
Mai hairan hun
Ki aaj apani wafa se
Aur kya maangu
Unhe khokar

Girahbaa chaak hai
Aankho me aansu
Lab pe aahe hai
Girahbaa chaak hai
Aankho me aansu
Lab pe aahe hai
Yahi kaafi hai
Duniyaa ki hawa se
Aur kya maangu
Unhe khokar
Dukhi dil ki dua se
Aur kya maangu
Unhe khokar

Meri barbaadiyo ki daastan
Un tak pahuch jaae
Meri barbaadiyo ki daastan
Un tak pahuch jaae
Sivaa iske mohabbat
Ke khuda se
Aur kya maangu
Unhe khokar
Dukhi dil ki dua se
Aur kya maangu
Mai hairan hun
Ki aaj apani wafa se
Aur kya maangu
Unhe khokar.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top