Unke Ik Jaan Nisar Hum Lyrics

Unke Ik Jaan Nisar Hum Lyrics Lyrics

“Unke Ik Jaan Nisar Hum” Song Details:

Album/Label: Saher Hone Tak (1993)
Singer(s): Ustad Ghulam Ali
Composer(s): Ustad Ghulam Ali
Music Director(s): Ustad Ghulam Ali
Genre(s): Playful
Music Label: © Saregama

Unke ik jaan nisar hum bhi hai
Unke ik jaan nisar hum bhi hai
Hai jahan sau hazar hum bhi hai
Hai jahan sau hazar hum bhi hai
Unke ik jaan nisar hum bhi hai

Tum bhi bechain hum bhi hain bechain
Tum bhi bechain hum bhi hain bechain
Tum bhi ho beqaraar hum bhi hain
Tum bhi ho beqaraar hum bhi hain
Unke ik jaan nisar hum bhi hain

Sharm samajhe tere tagaaful ko
Sharm samajhe tere tagaaful ko
Waah kya hoshiyaar hum bhi hain
Waah kya hoshiyaar hum bhi hain
Unke ik jaan nisar hum bhi hain

Kaun sa dil hain jisme daag nahin
Kaun sa dil hain jisme daag nahin
Ishq ki yaadgaar hum bhi hain
Ishq ki yaadgaar hum bhi hain
Unke ik jaan nisar hum bhi hain
Hai jahan sau hazar hum bhi hain
Unke ik jaan nisar hum bhi hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top