Wah Ji Waah Lyrics

Wah Ji Waah Lyrics Lyrics

“Wah Ji Waah” Song Details:

Label: Jjust Music
Singer(s): Gurnazar
Lyricist(s): Gurnazar
Music Director(s): Gurnazar
Genre(s): Sad
Music Label: © Jjust Music
Starring: Gurnazar, Amyra Dastur

Dil behla kar ji munh modne ka
Dil behla kar ji munh modne ka

Wah ji waah kya hunar
Hai dil todne ka
Wah ji waah kya hunar
Hai dil todne ka

Kamaal hai kamaal hai
Tumhari vi kamaal hai
Kal hor koyi naal si
Ajj hor koyi naal hai

Kamaal hai kamaal hai
Tumhari vi kamaal hai
Kal hor koyi naal si
Ajj hor koyi


Arey choron ki tarah
Chori karke daudne ka
Wah ji waah kya hunar
Hai dil todne ka

Wah ji waah kya hunar
Hai dil todne ka
Wah ji waah kya hunar
Hai dil todne ka

Ae haan..

Arey bhulna tumhare liye
Aam baat hogi
Tumko humari baatein
Kahan yaad hogi

Arey bhulna tumhare liye
Aam baat hogi
Tumko humari baatein
Kahan yaad hogi

Kahan yaad hongi ji
Kahan yaad hongi

Arey naye naye chehron se
Roz naate jodne ka

Wah ji waah kya hunar
Hai dil todne ka
Wah ji waah kya hunar
Hai dil todne ka

Todne ka..

Nazar ji nazar ji
Kiya karo qadar ji
Tez tez chalte ho
Rakha karo sabar ji

Nazar ji nazar ji
Kiya karo qadar ji
Tez tez chalte ho
Rakha karo sabar ji

Arey istemaal karke
Log piche chhodne ka
Wah ji waah kya hunar
Hai dil todne ka

Wah ji waah kya hunar
Hai dil todne ka
Wah ji waah kya hunar
Hai dil todne ka.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top