Wajood (Title) Lyrics

Wajood (Title) Lyrics Lyrics

“Wajood (Title)” Song Details:

Album/Label: Wajood (2017)
Singer(s): Kaavya, Mohit, Ravi Chowdhury
Genre(s): Love
Music Label: © Moviemusic Trailers
Starring: Ravi Chowdhury, Mohit, Kaavya
Release on: 31st March, 2017

Tere milne se pehle,
Bewajah tha mera wajood,
Na koi tha mujhmein,
Na tha main khud mein hi maujood

Tere milne se pehle,
Bewajah tha mera wajood,
Na koi tha mujhmein,
Na tha main khud mein hi maujood

Tu mila toh mili,
Kadmo ko zameen,
Tu mila toh rahi na,
Zindagi mein kami,

Tere milne se pehle,
Bewajah tha mera wajood,
Na koi tha mujhmein,
Na tha main khud mein hi maujood,

Tu mila toh dil hua hai,
Dhadkano se roobaroo,


Paya naseeb se maine tujhe,
Khone se tujhko main ab darrun,
Chahat ka meri aas hai tu,
Aadat mein meri shamil hai tu,

Tere milne se pehle,
Bewajah tha mera wajood,
Na koi tha mujhmein,
Na tha main khud mein hi maujood..

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top