“Wo Aaye Aur Dil Mein Sama Kar” Song Details:
| Movie: | Duniya (1949) |
| Singer(s): | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) |
| Lyricist(s): | Talib Allahabadi |
| Composer(s): | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
| Music Director(s): | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | S.F. Hasnain |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Karan Dewan, Suraiya, Shakila, Yakub, Bhudo Advani, Anwaribai, Baby Zubeida |
Wo aaye wo aaye aur dil mein
Sama kar chale gaye
Wo aaye aur dil mein
Sama kar chale gaye
Chupke se aaye
Aag lagaa kar chale gaye
Chupke se aaye
Chupke se aaye
Chupke se aaye
Aag lagaa kar chale gaye
Wo aaye aur dil mein
Sama kar chale gaye
Wo aaye
Ho o o o o o o
Khela karoongi jalte
Huye aashiyaan se ae ae
Guzrengin intezaar ki
Ghadiyaan bahaane se
Khela karoongi jalte
Huye aashiyaan se ae ae
Guzrengin intezaar ki
Ghadiyaan bahaane se
Achcha hua ke aag
Laga kar chale gaye
Achcha hua achcha hua
Achcha hua ke aag
Laga kar chale gaye
Wo aaye aur dil mein
Sama kar chale gaye
Wo aaye
Koyal jo kookti hai to
Lagte hain dil pe teer
Jhonke nasheeli subah ke
Bhi hain bade shareer
Koyal jo kookti hai to
Lagte hain dil pe teer
Jhonke nasheeli subah ke
Bhi hain bade shareer
Main so rahi thhi
Mujhko jaga kar chale gaye
Main so rahi thhi
Main so rahi thhi
Main so rahi thhi
Mujhko jaga kar chale gaye
Wo aaye aur dil mein
Sama kar chale gaye
Wo aaye.


