Woh Bhi To Kuchh Tadpa Hoga Lyrics

Woh Bhi To Kuchh Tadpa Hoga Lyrics Lyrics

“Woh Bhi To Kuchh Tadpa Hoga” Song Details:

Album/Label: Shagufta (1988)
Singer(s): Pankaj Udhas
Composer(s): Pankaj Udhas
Music Director(s): Pankaj Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Pankaj Udhas

Dekh mohabbat ka dastoor
Dekh mohabbat ka dastoor
Tu mujhse main tujhse hain door
Dil ki dhadkan kehati hain
Aaj koi aayega zaroor

Woh bhi to kuch tadpa hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Woh bhi to kuch tadpa hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Pyaar mera yaad aaya hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Woh bhi to kuch tadpa hoga
Mausam ki pehali baarish mein

Udate udate jab do baadal
Ek huye honge parbat par
Udate udate jab do baadal
Ek huye honge parbat par
Udate udate jab do baadal
Ek huye honge parbat par
Uska daaman bheega hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Uska daaman bheega hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Pyaar mera yaad aaya hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Woh bhi to kuch tadpa hoga
Mausam ki pehali baarish mein

Usne mujhe khat likha hoga
Ashqo se tanhaai mein
Usne mujhe khat likha hoga
Ashqo se tanhaai mein
Usne mujhe khat likha hoga
Ashqo se tanhaai mein
Aankh ka kaazal faila hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Aankh ka kaazal faila hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Pyaar mera yaad aaya hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Woh bhi to kuch tadpa hoga
Mausam ki pehali baarish mein

Maana phoolo ki waadi mein
Rehata hain woh sokh haseen
Maana phoolo ki waadi mein
Rehata hain woh sokh haseen
Maana phoolo ki waadi mein
Rehata hain woh sokh haseen
Yaad ka kaanta chubhata hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Yaad ka kaanta chubhata hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Pyaar mera yaad aaya hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Woh bhi to kuch tadpa hoga
Mausam ki pehali baarish mein


Woh bhi to kuch tadpa hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Pyaar mera yaad aaya hoga
Mausam ki pehali baarish mein
Woh bhi to kuch tadpa hoga
Mausam ki pehali baarish mein.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top