Woh Mera Hoke Bhi Lyrics

Woh Mera Hoke Bhi Lyrics Lyrics

“Woh Mera Hoke Bhi” Song Details:

Movie: Dil Ke Qareeb (1987)
Singer(s): Penaz Masani
Composer(s): Penaz Masani
Music Director(s): Penaz Masani
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Release on: 1st January, 1987

Woh mera hoke bhi
Mujh se khafa sa rehta hain
Woh mera hoke bhi
Mujh se khafa sa rehta hain
Woh mera hoke bhi
Mujh se khafa sa rehta hain
Qreeb hote hue
Fasla sa rehta hain
Woh mera hoke bhi
Mujh se khafa sa rehta hain

Ghamo ki raat kabhi
Khatm hi nahin hogi
Ghamo ki raat kabhi
Khatm hi nahin hogi
Hamare dil ko yeh
Dhadka laga sa rehta hain
Hamare dil ko yeh
Dhadka laga sa rehta hain

Wo mere khwab
Sjayenge ya mitayenge
Wo mere khwab
Sjayenge ya mitayenge
Umeed ulaasa ka
Ek silsilasa rehta hain
Umeed ulaasa ka
Ek silsilasa rehta hain

Hamara dil bhi hamari
Tarah jab se hain
Hamara dil bhi hamari
Tarah jab se hain
Dhadak raha hain magar
Gumshuda sa rehta hain
Dhadak raha hain magar
Gumshuda sa rehta hain
Qreeb hote hue
Fasla sa rehta hain
Woh mera hoke bhi
Mujh se khafa sa rehta hain
Woh mera hoke bhi
Mujh se khafa sa rehta hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top