Woh Raat Mujhko Lyrics

“Woh Raat Mujhko” Song Details:

Album/Label: Saqi Aur Ghazal (2008)
Singer(s): Ranhna
Composer(s): Ranhna
Music Director(s): Ranhna
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Music Waves
Starring: Ranhna
Release on: 5th November, 2008

Woh raat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai
Har baat mujhko yaad hai
Har baat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai yaad hai

Dafna diye they tune jo
Dafna diye they tune jo
Dafna diye they tune jo
Jazbaat mujhko yaad hai
Jazbaat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai yaad hai

Latke huye saleeb par
Latke huye saleeb par
Latke huye saleeb par
Lamhaat mujhko yaad hai
Lamhaat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai yaad hai

Aankhon ne jab jamjam ke ki
Aankhon ne jab jamjam ke ki
Aankhon ne jab jamjam ke ki
Barsaat mujhko yaad hai
Barsaat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai yaad hai

Aawaaz bin jo mar gaye
Aawaaz bin jo mar gaye
Aawaaz bin jo mar gaye
Nagmaat mujhko yaad hai
Nagmaat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai yaad hai


Saajan ke kyun arthi uthi
Saajan ke kyun arthi uthi
Saajan ke kyun arthi uthi
Woh raaz mujhko yaad hai
Woh raaz mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai
Har baat mujhko yaad hai
Har baat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai
Woh raat mujhko yaad hai yaad hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top