Wohi Khuda Hai Lyrics

Wohi Khuda Hai Lyrics Lyrics

“Wohi Khuda Hai” Song Details:

TV Show: Coke Studio Pakistan – Season 12
Singer(s): Atif Aslam
Composer(s): Rohail Hyat
Music Director(s): Rohail Hyat
Genre(s): Religious
Director(s): Rohail Hyatt
Music Label: © Coke Studio
Starring: Abrar-ul-Haq, Aima Baig, Ali Sethi, Atif Aslam, Banur’s Band, Barkat Jamal Fakir Troupe, Fareed Ayaz And Abu Muhammad, Fariha Pervez, Hadiqa Kiani, Harsakhiyan, Kashif Din, Nimra Rafiq, Qurat-ul-Ain Balouch, Rachel Viccaji, Rahat Fateh Ali Khan, Sahir Ali Bagga, Sanam Marvi, Shahab Hussain, Shamali Afghan, Shuja Haider
Release on: 29th November, 2019

Koyi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai,
Wohi khuda hai,

Dikhayi bhi jo naa de nazar bhi jo aa raha hai,
Wohi khuda hai

Nazar bhi rakkhe samaa’aten bhi,
Woh jaan leta hai neeyaten bhi,
Jo khaana-e-la-shu’oor men jagmaga raha hai,

Talaash us ko naa kar buton mein
Woh hai badalti huyi ruton mein,

Jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai.
Wohi khudaa hai,
Jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai.
Wohi khudaa hai,
Jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai.
Wohi khudaa hai,
Jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai.
Wohi khudaa hai,

Koyi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai,
Wohi khuda hai,
Dikhayi bhi jo naa de nazar bhi jo aa raha hai,
Wohi khuda hai
Dikhayi bhi jo naa de nazar bhi jo aa raha hai,
Wohi khuda hai
Dikhayi bhi jo naa de nazar bhi jo aa raha hai,
Wohi khuda hai
Dikhayi bhi jo naa de nazar bhi jo aa raha hai,
Wohi khuda hai

Allaahumma salli ‘ala muhammadin,
Allaahumma salli ‘ala muhammadin,
Wa ‘ala aalihi wa sahbihi wa sallim
Allaahumma salli ‘ala muhammadin,
Allaahumma salli ‘ala muhammadin,
Wa ‘ala aalihi wa sahbihi wa sallim.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top