Ya Rab Hamaari Aah Mein Lyrics

Ya Rab Hamaari Aah Mein Lyrics Lyrics

“Ya Rab Hamaari Aah Mein” Song Details:

Movie: Kasam (1947)
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist(s): Hamid Hyderabadi
Composer(s): Sajjad Hussain
Music Director(s): Sajjad Hussain
Genre(s): Playful
Director(s): M.D. Baig
Music Label: © Young India Records
Starring: Amir Bano, Prem Adib

Ya rab hamaari aah mein
Itna asar nahin
Ham unke ho gaye hain
Ye unko khabar nahin
Milti hain unse roz
Hamaari nazar to kya
Milti hain unse roz
Hamaari nazar to kya
Ab jaa ke unke dil mein jhaank
Aisi nazar nahin
Ya rab hamaari aah mein
Itna asar nahin

Kuchh bhi hai mukhtasar sa
Hotaa hai baar baar
Kuchh dil mein un ki yaad hai
Dard-e-jigar nahin
Ya rab hamaari aah mein
Itna asar nahin

Hamko gila hai
Rasme mohabbat se har ghadi
Hamko gila hai
Rasme mohabbat se har ghadi
Koyi garaz nahin hai ke
Dil aur jigar nahin
Ya rab hamaari aah mein
Itna asar nahin.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top