Yaadein Lyrics

Yaadein Lyrics Lyrics

“Yaadein” Song Details:

Album/Label: Vital Signs 1
Singer(s): Vital Signs (Band)
Lyricist(s): Vital Signs (Band)
Composer(s): Vital Signs (Band)
Music Director(s): Vital Signs (Band)
Genre(s): Happy (Feel Good)
Music Label: © EMI Music
Release on: 1st March, 1989

Baatein purani baatein
Jab yaad aaein
Mein kho jaaon
Shaamay woh dhalti shaamay
Jab yaad aaein
Mein kho jaaon

Hum tum jahan miltay thay
Wo rastay kesay bhula payenge
Tum nay palat kay dekha
To saray mosum chalay aayenge
Meeti woh yaadein
Abh bhi hain piyari
Meeti woh baatein
Abh bhi hain piyari

Aankhein woh teri aankhein
Jab yaad aaein
Mein kho jaaon
Baatein woh teray baatein
Jab yaad aaein
Mein kho jaaon

Jab bhi parayn gay boonde
Mujhe woh aansoo yaad aienge
Aansoo tumharay aansoo
Meray aankhon mein
Chalay aaenge
Meeti woh yaadein
Abh bhi hain piyari
Meeti woh baatein
Abh bhi hain piyari

Baatein purani baatein
Jab yaad aaein
Mein kho jaaon
Shaamay woh dhalti shaamay
Jab yaad aaein
Mein kho jaaon
Meeti woh yaadein
Abh bhi hain piyari
Meeti woh baatein
Abh bhi hain piyari
Tata te tata tutu ra.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top