“Yaadein (Title Track)” Song Details:
| Movie: | Yaadein… (2001) |
| Singer(s): | Hariharan |
| Lyricist(s): | Anand Bakshi |
| Composer(s): | Anu Malik |
| Music Director(s): | Anu Malik |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Subhash Ghai |
| Music Label: | © Tips Music Films |
| Starring: | Jackie Shroff, Hrithik Roshan, Kareena Kapoor, Amrish Puri |
| Release on: | 27th July, 2001 |
Nagmen hain shikve hain
Kisse hain baate hain
Nagmen hain shikve hain
Kisse hain baate hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein yaadein yaadein
Ye jeevan dil jaane
Dariya ka hai paani
Paani to beh jaaye
Baaki kya reh jaaye
Yaadein yaadein yaadein
Nagmen hain shikve hain
Kisse hain baate hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein yaadein yaadein
Duniya mein yoon aana
Duniya se yoon jana
Aao to le aana jaao to de jana
Yaadein yaadein yaadein
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein yaadein yaadein.


