Yaaro Ki Tamanna Hai Lyrics

Yaaro Ki Tamanna Hai Lyrics Lyrics

“Yaaro Ki Tamanna Hai” Song Details:

Movie: Kahin Din Kahin Raat (1968)
Singer(s): Mahendra Kapoor
Lyricist(s): Aziz Kashmiri
Composer(s): O. P. Nayyar
Music Director(s): O. P. Nayyar
Genre(s): Playful
Director(s): Darshan
Music Label: © Saregama
Starring: Biswajeet, Sapna, Helen, Pran, Mohan Choti, Nadira

Yaaro ki tamanna hai teri julfo mein fas jaye
Yaaro ki tamanna hai teri julfo mein fas jaye
Hoga kitna khubsurat ye najara
Dunia dekhegi hum bhi dekhenge
Yaaro ki tamanna hai teri julfo mein fas jaye

Sara zamana dekh chuke tera jawab kaha
Sara zamana dekh chuke tera jawab kaha
Gujre najar se phul kayi tujhsa gulab kaha
Ho yar mere main nisar tere
Tujhpe sitare hai fida
Sitaro ki tamanna hai
Tere aachal mein chhup jaye
Hoga kitna khubsurat ye najara
Dunia dekhegi hum bhi dekhenge
Yaaro ki tamanna hai teri julfo mein fas jaye

Kyu na kahu mai tujhko sanam
Sapno ka taj mahal
Kyu na kahu mai tujhko sanam
Sapno ka taj mahal
Pake rahunga pyar tera aaj nahi to kal
Yaar mere mai nisar tere
Tujhpe bahare hai fida
Baharo ki tamanna hai
Teri chahat mein lut jaye
Hoga kitna khubsurat ye najara
Duniya dekhegi hum bhi dekhenge.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top