Yaro Kahan Tak Lyrics

Yaro Kahan Tak Lyrics Lyrics

“Yaro Kahan Tak” Song Details:

Album/Label: Tere Honthon Ko Salam (1998)
Singer(s): Ashok Khosla
Lyricist(s): Qateel Shifai
Composer(s): Ashok Khosla
Music Director(s): Ashok Khosla
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Ashok Khosla
Release on: 19th September, 1998

Yaro kahan tak aur mohabbat nibhaun main

Do mujhko bad duaan ke use bhul jaaun main

Dil to jala gaya hai wo shola sa aadami
Dil to jala gaya hai wo shola sa aadami
Dil to jala gaya hai wo shola sa aadami
Ab kis ko chhuke hath apna jalaun main
Ab kis ko chhuke hath apna jalaun main
Do mujhko bad duaan ke use bhul jaaun main
Yaro kahan tak aur mohabbat nibhaun main

Sunta hoon ab kisi se wafa kar raha hai woh

Aye zindagi khushi se kahin mar na jaaun main
Aye zindagi khushi se kahin mar na jaaun main
Do mujhko bad duaan ke use bhul jaaun main
Yaro kahan tak aur mohabbat nibhaun main

Uss jaisa naam rakh ke agar aaye moat bhi

Has kar use qateel gale se lagaun main
Has kar use qateel gale se lagaun main
Do mujhko bad duaan ke use bhul jaaun main
Yaro kahan tak aur mohabbat nibhaun main
Yaro kahan tak aur mohabbat nibhaun main.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top