Ye Kaun Aaya Mere Lyrics

Ye Kaun Aaya Mere Lyrics Lyrics

“Ye Kaun Aaya Mere” Song Details:

Movie: Sauda: The Deal (2005)
Singer(s): Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Lyricist(s): Praveen Bhardwaj
Composer(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Genre(s): Love
Director(s): Jai Prakash
Music Label: © Venus Records
Starring: Sanjay Kapoor, Aryan Vaid, Preeti Jhangiani, Suman Ranganathan, Kainaaz, Snehal Dhabi, Mushtaq Khan, Sayaji Shinde, Pankaj Berry, Shakti Kapoor, Sharad Kapoor, Govind Namdev, Sambhavna Sheth, Makrand Deshpande, Srivallabh Vyas, Ravi Kishan
Release on: 30th September, 2005

Yeh kaun aaya mera dil mein
Dhadkane jis pe marne lagi hai
Yeh kaun aaya mera dil mein
Dhadkane jis pe marne lagi hai

Yeh kaun aaya mera dil mein
Dhadkane jis pe marne lagi hai
Chha rahi hai badi bekrari
Uljhne meri badne lagi hai
Yeh kaun aaya mera dil mein
Dhadkane jispe marne lagi hai
Chha rahi hai badi bekrari
Uljhne meri badne lagi hai
Yeh kaun aaya mera dil mein
Dhadkane jispe marne lagi hai

Tum se mili to kuch chain aaya
Bechainiya bhi humko mili hai
Kahne ko hum tum pas aagaye hai
Kuch duriya bhi humko mili hai
Kuch duriya bhi humko mili hai
Ye kon jane mare dil pe
Salvate kaisi padne lagi hai
Chha rahi hai badi bekrari
Uljhne meri badne lagi hai
Yeh kaun aaya mera dil mein
Dhadkane jispe marne lagi hai

Dil me humare kitni hai bate
Fir bhi labo pe khamoshiya hai
Hum hosh mein hai tum hosh me ho
Phir bhi ya kaisi madhoshiya hai
Phir bhi ya kaisi madhoshiya hai
Ye kya bola dil ne dil se
Dhadkane jisko sunne lagi hai
Chha rahi hai badi bekrari
Uljhne meri badne lagi hai
Yeh kaun aaya mera dil mein
Dhadkane jispe marne lagi hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top