Yeh Ajooba Lyrics

Yeh Ajooba Lyrics Lyrics

“Yeh Ajooba” Song Details:

Movie: Malamaal Weekly (2006)
Singer(s): Javed Ali, Mahalakshmi Iyer
Lyricist(s): Sai Barve
Composer(s): Uttankk V. Vorra
Music Director(s): Uttankk V. Vorra
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Priyadarshan
Music Label: © Universal Music
Starring: Paresh Rawal, Om Puri, Ritesh Deshmukh, Reema Sen, Rajpal Yadav
Release on: 10th March, 2006

Yeh ajooba hua kaisa kamaal
Jeet gaye sab aur
Ho gaye malamaal
Yeh ajooba hua kaisa kamaal
Jeet gaye sab aur
Ho gaye malamaal
Dekh tere yeh gaanv ki
Haalat kya ho gayi bhagwaan
Rukhi sukhi khate the
Woh baant rahe pakwaan
Baar baar na aaye mauka
Zordaar mara hai chauka
Khabardaar jo kisi ne roka
Kar denge halaal
Malamaal weekly
Yeh hai malamaal
Weekly ka kamaal

Dil deewana huan hai bekaraar
Ab chahe ruthe duniya
Karna hai tujhse pyar
Dil deewana huan hai bekaraar
Ab chahe ruthe duniya
Karna hai tujhse pyar
Badla badla yeh mausam
Dekho badle badle armaan
Pyar mein jeena pyar mein
Marna kasam li hai meri jaan
Jaan gayi jo duniya saari
Pyar kiya nahi chori chori
Dil diya ab jaan bhi
Haari bigda mera haal
Yeh ajooba hua kaisa kamaal
Jeet gaye sab aur
Ho gaye malamaal
Dekh tere yeh gaanv ki
Haalat kya ho gayi bhagwaan
Rukhi sukhi khate the
Woh baant rahe pakwaan
Boon boond paani ke pyaase
Dhoom dhoom ab coldrink peete
Ghoom ghoom jo bheek maange
Ho gaye malamaal.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top