Yeh Gaya Woh Gaya Lyrics

Yeh Gaya Woh Gaya Lyrics Lyrics

“Yeh Gaya Woh Gaya” Song Details:

Movie: Deewana Mastana (1997)
Singer(s): Alka Yagnik, Vinod Rathod
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s): Dance, Happy (Feel Good)
Director(s): David Dhawan
Music Label: © Venus Music
Starring: Anil Kapoor, Govinda, Juhi Chawla, Johnny Lever, Ram Sethi
Release on: 23rd September, 1997

Hmmm………

Ye gaya wo gaya
Dil mera kho gaya
Ye gaya wo gaya
Dil mera kho gaya
Kuchh tujhe ho gaya
Kuchh mujhe ho gaya

Ye gaya wo gaya
Dil mera kho gaya
Ye gaya wo gaya
Dil mera kho gaya
Kuchh tujhe ho gaya
Kuchh mujhe ho gaya

Ye gaya wo gaya
Dil mera kho gaya

Main aayi tu gaya
Main aayi tu gaya
Koi baat na hui
Tu gayi main aaya
Tu gayi main aaya
Mulaakat na hui
Ye baadal to jhuke
Ye baadal to jhuke
Barsaat na hui
Aaj phir ye hua
Main chala lo gaya


Ye gaya wo gaya
Dil mera kho gaya
Ye gaya wo gaya
Dil mera kho gaya

Na neend hai mujhe na karaar hai mujhe
Na neend hai mujhe na karaar hai mujhe
Yehi mera haal ikraar hai mujhe
Na neend hai mujhe na karaar hai mujhe
Yehi mera haal ikraar hai mujhe
Tu kaansa bol intezaar hai tujhe
Haan kahoon na kahoon pyaar to ho gaya

Ye gaya wo gaya
Dil mera kho gaya
Ye gaya wo gaya
Dil mera kho gaya
Kuchh tujhe ho gaya
Kuchh mujhe ho gaya

Ye gaya wo gaya
Dil mera kho gaya
Ye gaya wo gaya
Dil mera kho gaya

Hmmm..

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top