Yeh Kya Kya Dikhati Hai Ye Zindagi Lyrics

Yeh Kya Kya Dikhati Hai Ye Zindagi Lyrics Lyrics

“Yeh Kya Kya Dikhati Hai Ye Zindagi” Song Details:

Movie: Meherbaan (1993)
Singer(s): Pankaj Udhas
Lyricist(s): Mahendra Dehlvi
Composer(s): Dilip Sen, Sameer Sen
Music Director(s): Dilip Sen, Sameer Sen
Genre(s): Sad
Director(s): K.Ravishankar
Music Label: © T-Series
Starring: Mithun Chakraborty, Ayesha Jhulka, Shantipriya, Anupam Kher, Sadashiv Amrapurkar
Release on: 23rd July, 1993

Yeh kya kya dikhati hai ye zindagi
Yeh kya kya dikhati hai ye zindagi
Hasne bhi na de rone bhi na de
Haye hamse to rutha hamara nasiba
Haye hamse to rutha hamara nasiba
Hum apne hi ghar se nikale gaye
Ha nikale gaye
Ye kya kya dikhati hai ye zindagi

Khud garzi dekho kaha tak girati hai
Har mod pe naya rup rachati hai
Khud garzi dekho kaha tak girati hai
Har mod pe naya rup rachati hai
Yaha paiso ke piche bhage hai log
Yaha duniya mein shan aur sohrat ka lobh
Yaha duniya mein shan aur sohrat ka lobh
Yaha jhuthi hai shan yaha jhutha dikhava
Yaha jhuthi hai shan yaha jhutha dikhava
Khud apne aap ko dhokha dete hai log
Aise hai log

Majburi dekho kis mod pe laye
Ye din kabhi dushmano pe na aaye
Majburi dekho kis mod pe laye
Ye din kabhi dushmano pe na aaye
Yaha gairo se badtar dekhe hai log
Yaha bikti wafaye bikte hai log
Yaha bikti wafaye bikte hai log
Yeh duniya hai natak
Pyar hai khel tamasha
Yeh duniya hai natak
Pyar hai khel tamasha
Ise jaisa bhi chahe nachate hai log
Nachate hai log
Ye kya kya dikhati hai ye zindagi
Ye kya kya dikhati hai ye zindagi
Hasne bhi na de rone bhi na de
Haye hamse to rutha hamara nasiba
Haye hamse to rutha hamara nasiba
Hum apne hi ghar se nikale gaye
Ha nikale gaye
Ye kya kya dikhati hai ye zindagi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top