Yeh Mera Dil Lyrics

Yeh Mera Dil Lyrics Lyrics

“Yeh Mera Dil” Song Details:

Album/Label: Yeh Naya Naya (2010)
Singer(s): Shankar Mahadevan, Sonu Nigam
Lyricist(s): Sonu Nigam
Composer(s): Sonu Nigam
Music Director(s): Sonu Nigam
Genre(s): Sad
Music Label: © T-Series
Starring: Sonu Nigam

Yeh mera dil tumko pukaare
Ho mere apne khoye kahaan ho
Yeh mera dil tumko pukaare
Ho mere apne khoye kahaan ho
Main tumko kahaan paau
Aawaj de do jahaan ho
Main pal pal nihaaru
Raahon mein hai jo nishaan
Yeh mera dil tumko pukaare
Ho mere apane khoye kahaan ho

Aankhon mein sunapan ajab sa
Aise mein bolo main karu kya
Kaise jiyunga main tanha
Mujhe rulaaye na bhule
Jo kahaani woh
Yeh mausam gamon ka
Sadiyon se mujhpe meherbaan

Yeh mera dil tumko pukaare
Ho mere apne khoye kahaan ho
Main tumko kahaan paau
Aawaj de do jahaan ho
Main pal pal nihaaru
Raahon mein hai jo nishaan
Yeh mera dil tumko pukaare
Ho mere apne khoye kahaan ho

Waadimein vadein hai tumhare
Gumsum hai bebas hai najaare
De do na aake sahaare
Mujhe rulaaye na bhuli
Jo kahaani woh
Palak pe hai aansu karati hai
Mujhko pareshaan

Yeh mera dil tumko pukaare
Ho mere apne khoye kahaan ho
Main tumko kahaan paau
Aawaj de do jahaan ho
Main pal pal nihaaru
Raahon mein hai jo nishaan.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top