Yeh Pal Hain Apne Lyrics

Yeh Pal Hain Apne Lyrics Lyrics

“Yeh Pal Hain Apne” Song Details:

Movie: Dange
Singer(s): Dhruv Visvanath
Lyricist(s): Vishwadeep Zeest
Composer(s): Dhruv Visvanath
Music Director(s): Dhruv Visvanath
Genre(s): Playful
Director(s): Bejoy Nambiar
Music Label: © T-Series
Starring: Harshvardhan Rane, Ehan Bhat, Nikita Dutta, T.J. Bhanu
Release on: 1st March, 2024

Tu Mere Saath Yahan Hai
Duniya Kahan Hai Kya Hi Pata
Dil Jo Yeh Udne Laga Hai
Aisa Hua Hai Pehli Dafa

Tu Mere Saath Yahan Hai
Duniya Kahan Hai Kya Hi Pata
Jo Aaj Ka Hausla Hai
Sabse Juda Hai Pehle Na Tha

Yeh Pal Hain Apne
Inhe Khone Na Dein
Jo Khwaab Jaage
Unhe Sone Na Dein

Yeh Pal Hain Apne
Inhe Sone Na Dein
Jo Khwaab Jaage
Unhe Sone Na Dein

Unhe Sone Na Dein
Inhe Khone Na Dein


Karein Kyun Kal Ki Hum Fikar
Hamesha Kal Ko Toh Kal Me Hi Rehna Hai
Toh Ab Jo Hai Woh Bhi Na Humse Kho Jaaye

Yeh Ilteja Hai
Aisa Hone Na Dein
Jo Khwaab Jaage
Unhe Sone Na Dein

Yeh Pal Hain Apne
Inhe Khone Na Dein
Jo Khwaab Jaage
Unhe Sone Na Dein

Yeh Ilteja Hai
Aisa Hone Na Dein
Jo Khwaab Jaage
Unhe Sone Na Dein

Yeh Pal Hain Apne
Inhe Khone Na Dein
Jo Khwaab Jaage
Unhe Sone Na Dein
Unhe Sone Na Dein
Inhe Khone Na Dein

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top