Yeh Pyar Lyrics

Yeh Pyar Lyrics Lyrics

“Yeh Pyar” Song Details:

Movie: Indian (2001)
Singer(s): Richa Sharma, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Anand Raaj Anand
Music Director(s): Anand Raaj Anand
Genre(s): Item Number
Director(s): N. Maharajan
Music Label: © Sunny Super Sound
Starring: Sunny Deol, Shilpa Shetty, Rahul Dev, Mukesh Rishi
Release on: 26th October, 2001

Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
Na pyar se bach saka dil kisi ka
Hona hai hona hai pyar
Kabhi to hona hai
Khona hai khona hai dil
Kabhi to khona hai
Tadapna hai tarasna hai
Aakhir pyar to karna hai
Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
Na pyar se bach saka dil kisi ka

Band rehkar yeh zubaan
Karti hain baatein yahan
Band rehkar yeh zubaan
Karti hain baatein yahan
Haan badi hi mushkil se
Ratein kat ti hain yahan
Band rehkar yeh zubaan
Karti hain baatein yahan
Haan badi hi mushkil se
Ratein kat ti hain yahan
Kya anjaam se darna hai
Aakhir pyaar to karna hai

Pyar mein hai mastiyaan
Mast ho jaa pyar mein
Pyar mein hai mastiyaan
Mast ho jaa pyar mein
Jo mazaa ikraar mein
Woh kahan inkaar mein
Pyar mein hai mastiyaan
Mast ho jaa pyar mein
Jo mazaa ikraar mein
Woh kahan inkaar mein
Itna kyon zazakna hain
Aakhir pyaar to karna hai

Gard bhi mil jaaye to
Hai ganwara pyar mein
Gard bhi mil jaaye to
Hai ganwara pyar mein
Ek khushi ka aasmaan
Hai itne se ikraar mein
Gard bhi mil jaaye to
Hai ganwara pyar mein
Ek khushi ka aasmaan
Hai itne se ikraar mein
Kyon phir aahe bharna
Hai aakhir pyaar to karna hai
Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
Na pyar se bach saka dil kisi ka
Hona hai hona hai pyar
Kabhi to hona hai
Khona hai khona hai
Dil kabhi to khona hai
Tadapna hai tarasna hai
Aakhir pyar to karna hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top