Yeh Teri Kahani Hai Lyrics

Yeh Teri Kahani Hai Lyrics Lyrics

“Yeh Teri Kahani Hai” Song Details:

Movie: Gauna (1950)
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Composer(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Amiya Chakrabarty
Music Label: © Saregama
Starring: Usha Kiran, Wasti, Anoop Kumar, Purnima, S. Nazir, Kesari, Shailendra, Indumati

Yeh teri kahani hai
Yeh teri kahani hai
Aur meri jubani hai
Aur meri jubani hai
Hans hans ke banayi hai
Hans hans ke banayi hai
Ro ro ke sunani hai
Ro ro ke sunani hai
Yeh teri kahani hai

Waqt bahut kam hai
Bas itni kahani hai
Bas itni kahani hai
Majbur mohabbat hai
Majbur mohabbat hai
Barbad jawani hai
Barbad jawani hai
Yeh teri kahani hai

Kyu ashk pe hasta hai
Yeh tera hi tohfa hai
Yeh tera hi tohfa hai
Kyu zakhm se darta hai
Kyu zakhm se darta hai
Teri hi nishani hai
Teri hi nishani hai
Yeh teri kahani hai

Hum keh bhi nahi sakte
Chup reh bhi nahi sakte
Chup reh bhi nahi sakte
Yeh kaisa fasana hai
Yeh kaisa fasana hai
Yeh kaisi kahani hai
Yeh kaisi kahani hai
Yeh teri kahani hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top