Yeh Tumhare Raaste Mein Lyrics

Yeh Tumhare Raaste Mein Lyrics Lyrics

“Yeh Tumhare Raaste Mein” Song Details:

Movie: My Love (1970)
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Daan Singh
Music Director(s): Daan Singh
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): S. Sukhdev
Music Label: © Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Rajendra Nath

Yeh tumhare raaste mein
Phul kyu khilati nahi
Yeh tumhare har kadam pe
Nain kyu bichhati nahi
Kya pata nahi is bahar ko
Tum kaun ho
Tum mera pyar ho
My love
Painji wang go

Har kali ko chahiye ke
Sar jhukaye ae sanam
Har kisi ko chahiye ke
Badh ke chum le kadam
Yeh ada yeh nazar
Kisi ko bhi mili nahi
Haye yeh ada yeh nazar
Kisi ko bhi mili nahi
Kya pata nahi is bahar ko
Tum kaun ho
Tum mera pyar ho
My love
Painji wang go

Yeh nazare hai jaha
Wahi pe bas ruke rahe
Jab talak guzar na jao
Tum sabhi jhuke rahe
Yeh ada yeh nazar
Kisi ko bhi mili nahi
Haye yeh ada yeh nazar
Kisi ko bhi mili nahi
Kya pata nahi is bahar ko
Tum kaun ho
Tum mera pyar ho
My love
Painji wang go

Yeh tumhare raaste mein
Phul kyu khilati nahi
Yeh tumhare har kadam pe
Nain kyu bichhati nahi
Kya pata nahi is bahar ko
Tum kaun ho
Tum mera pyar ho
My love
Painji wang go
My love
Painji wang go.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top