Yeh Tune Kya Kaha Lyrics

Yeh Tune Kya Kaha Lyrics Lyrics

“Yeh Tune Kya Kaha” Song Details:

Movie: Awara Paagal Deewana (2002)
Singer(s): Anuradha Paudwal, Sonu Nigam
Lyricist(s): Sameer
Composer(s): Anu Malik
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Sad
Director(s): Vikram Bhatt
Music Label: © Saregama
Starring: Akshay Kumar, Sunil Shetty, Aftab Shivdasani, Paresh Rawal, Preeti Jhangiani, Amrita Arora, Aarti Chhabria, Johnny Lever, Rahul Dev, Supriya Pilgaonkar, Om Puri, Asrani
Release on: 21st June, 2002

Yeh kasam badi hai har kasam se
Bacha loonga tujhko har dard aur gham se
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banaloon
In aankhon ke jharokho mein chupa loon
Tujhe main apni zindagi banaloon
In aankhon ke jharokho mein chupa loon
Yeh kasam badi hai har kasam se
Bacha loongi tujhko har dard aur gham se
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banaloon
In aankhon ke jharokho mein chupa loon
Tujhe main apni zindagi banaloon
In aankhon ke jharokho mein chupa loon

Tumhaara mujhko aitbaar kyon hai
Na jaane tumse itna pyaar kyon hai
Main doonga pyaar ka imtehaan bhi
Lutaunga tujhpe apni jaan bhi
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkano se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banaloon
In aankhon ke jharokho mein chupa loon
Tujhe main apni zindagi banaloon
In aankhon ke jharokho mein chupa loon

Yeh dil ka shisha tod to na doge
Yeh haath mera chhod to na doge
Nibhaoonga jo kiya tumse vaada
Kabhi nahin badalta main irada
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkano se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banaloon
In aankhon ke jharokho mein chupa loon
Tujhe main apni zindagi banaloon
In aankhon ke jharokho mein chupa loon

Yeh kasam badi hai har kasam se
Bacha loongi tujhko har dard aur gham se
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banaloon
In aankhon ke jharokho mein chupa loon
Tujhe main apni zindagi banaloon
In aankhon ke jharokho mein chupa loon.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top