“Yeh Zulfein Aawaara” Song Details:
| Movie: | Hong Kong (1962) |
| Singer(s): | Asha Bhosle |
| Lyricist(s): | Qamar Jalalabadi |
| Composer(s): | O. P. Nayyar |
| Music Director(s): | O. P. Nayyar |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Pachhi |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Ashok Kumar, B.Saroja Devi, Omprakash, Helen |
Aa ha aa ha
Yeh zulfein aawaara
Luta jamaana sara
Yeh zulfein aawaara
Luta jamaana sara
Dilwaalon mein shor mach gaya
O mara o mara
Yeh zulfein aawaara
Har aashiq ne hai bheja mujhako
Ulfat ka paigaam
Apane dil ke board pe maine
Likh diya tera naam
Dilwaalon mein shor mach gaya
O maara o maara
Yeh zulfein aawaara
Luta jamana sara
Dilwaalon mein shor mach gaya
O maara o maara
Yeh zulfein aawaara
Ghumake aayi chin malaaya
Paris aur jaapaan
Kahin na dekha jaalim
Tujhasa nikhara huwa jawaan
Dilwaalon mein shor mach gaya
O maara o maara
Yeh zulfein aawaara
Luta jamaana saara
Dilwaalon mein shor mach gaya
O maara o maara
Yeh zulfein aawaara.


