Yun Hafte Hafte Milna Lyrics

Yun Hafte Hafte Milna Lyrics Lyrics

“Yun Hafte Hafte Milna” Song Details:

Movie: Hatya: The Murder (2004)
Singer(s): Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist(s): Sameer
Composer(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Genre(s): Love
Director(s): Kader Kashmiri
Music Label: © Venus Record
Starring: Akshay Kumar, Navin Nischol, Rajendra Gupta
Release on: 15th October, 2004

Yun hafte hafte milna
Yun bekaraar hona
Yun intazaar karte karte
Chain dil ka khona
Ye aana jaana milana
Milkar ke judaa ho jaana
Jaanam tang aa gaya
Main to tang aa gaya
Hey tang aa gaya main
To tang aa gaya
Yun hafte hafte milna
Yun bekaraar hona
Yun intazaar karte
Karte chain dil ka khona
Ye aana jaana milana
Milkar ke judaa ho jaana
Jaanam tang aa gaya
Main to tang aa gaya
Hey tang aa gaya
Main to tang aa gaya

Yun hafte hafte milna
Yun bekaraar hona
Yun intazaar karte
Karte chain dil ka khona
Ye aana jaana milana
Milkar ke judaa ho jaana
Jaanam tang aa gayi
Main to tang aa gayi
Tang aa gayi main
To tang aa gayi

Tum kyaa jaano jaanam
Tumse kitana pyaar hain
Harpal teri yaadon ki
Barsaat hoti hain
Tum kyaa jaano jaanam
Tumse kitana pyaar hain
Harpal teri yaadon ki
Barsaat hoti hain
Nazar bacha kar duniya
Ki nikalna mushkil hain
Chaaron taraf bas
Teri meri baat hoti hain
Yeto hain afsaane naa
Milne ke bahane
Aisi baate sun sun kar
Main ho gaya deewana
Jaanam tang aa gaya
Main to tang aa gaya
Hey tang aa gaya
Main to tang aa gaya

Yun hafte hafte milna
Yun bekaraar hona
Yun intazaar karte
Karte chain dil ka khona
Ye aana jaana milana
Milkar ke judaa ho jaana
Jaanam tang aa gaya
Main to tang aa gaya
Tang aa gayi main
To tang aa gayi

Mujhko to raaton mein
Ab neend nahi aati hain
Dil ko pal pal jaanam
Teri yaad sataati hain
Mujhko to raaton mein
Ab neend nahi aati hain
Dil ko pal pal jaanam
Teri yaad sataati hain
Har hawaka jhoka teri
Khusboo lekar aaye
Tu kyaa jaane pyaar tera
Mujhko kitana tadpaaye
Meri bechaini ko
Diljaani tu na jaane
Aise aahein bhar bhar ke
Din dhalte nahi hain jaana
Jaanam tang aa gayi
Main to tang aa gayi
Tang aa gayi main
To tang aa gayi


Yun hafte hafte milna
Yun bekaraar hona
Yun intazaar karte
Karte chain dil ka khona
Yun intazaar karte
Karte chain dil ka khona
Ye aana jaana milana
Milkar ke judaa ho jaana
Jaanam tang aa gayi
Main to tang aa gayi
Hey tang aa gaya
Main to tang aa gaya
Tang aa gayi main
To tang aa gayi
Haa tang aa gaya main
To tang aa gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top