Zara Ahistaa Chal Lyrics

Zara Ahistaa Chal Lyrics Lyrics

“Zara Ahistaa Chal” Song Details:

Album/Label: The Khazana Concert (2005)
Singer(s): Pankaj Udhas
Lyricist(s): Rashid Iqbal
Composer(s): Pankaj Udhas
Music Director(s): Pankaj Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Anup Jalota, Vatsala Mehra, Pankaj Udhas, Peenaz Masani
Release on: 11th June, 2005

Dard ki baarish sahi
Madhdham zara aahista chal
Dard ki baarish sahi
Madhdham zara aahista chal
Dil ki mitti hai abhi
Tak num zara aahista chal
Dard ki baarish sahi
Madhdham zara aahista chal

Tere milne aur phir
Tere bichad jaane ke beech
Tere milne aur phir
Tere bichad jaane ke beech
Tere milne aur phir
Tere bichad jaane ke beech
Faasla rusvayi ka hai kum,
Zara aahista chal

Apne dil hi mein nahin hai
Uski mahroomi si yaad
Apne dil hi mein nahin hai
Uski mahroomi si yaad
Apne dil hi mein nahin hai
Uski mahroomi si yaad
Uski aankhon mein bhi hai
Shabnam, zara aahista chal

Koi bhi ho humsafar raashid
Na ho khush is kadar
Koi bhi ho humsafar raashid
Na ho khush is kadar
Koi bhi ho humsafar raashid
Na ho khush is kadar
Ab ke logon mein wafa hai kum,
Zara aahista chal
Dard ki baarish sahi
Madhdham zara aahista chal
Dard ki baarish sahi
Madhdham zara aahista chal
Ho zara ahista chal
Ho ho zara aahista chal,
Zara aahista chal zara aahista chal.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top