“Zinda Hota Mein (Reprise)” Song Details:
| Movie: | 7 Hours To Go |
| Singer(s): | Jubin Nautiyal |
| Lyricist(s): | Hanif Shaikh, Manoj Yadav, Shraddha Bhilave, Sugat Dhanvijay |
| Composer(s): | Hanif Shaikh, Shubham, Sugat Dhanvijay |
| Music Director(s): | Hanif Shaikh, Shubham, Sugat Dhanvijay |
| Genre(s): | Love, Romantic |
| Director(s): | Saurabh Varma |
| Music Label: | © Zee Music Company |
| Starring: | Sandeepa Dhar, Shiv Pandi, Natasa Stankovic, Himanshu Mallik, Varun Badola, Vipin Sharma., Aakash Dabhade, Kettan Singh, Zeenal Kamdar, Saurabh Varma |
| Release on: | 24th June, 2016 |
Adhoori sikayate tere mere waqt ki,
Kuch pal ki jo khayishe,
Hai bikhari ret si..
Lakeero mein tera jo rehta pal mera,
Tham jata agar zara tera jahan khuda.
To zinda hota mein,
To zinda hota mein ,
Haan zinda hota mein,
To zinda hota mein.
Farebi najakat mein,
Tere chehre ki hansi mein,
Haan yuhi tere baat mein,
Jhootla le zindagi,
Nazaron mein jo sama rehta tu agar zara,
Kajal ki chhao se mein neend leta chura.
To zinda hota mein,
To zinda hota mein,
Haan zinda hota mein,
To zinda hota mein.
Rakh ki barishon mein,
Waqt ki saazish mein, main ye hara,
Main ye hara, main ye hara..
Khel dil da hua hai ye jaya sara..
Adhoori sikayate tere mere waqt ki,
Kuch pal ki jo khayishein,
Hai bikhari ret si..
Lakeero mein tera jo rehta pal mera,
Tham jata agar zara tera jahan khuda..


