Zindagi Dukhon Ke Sath Lyrics

“Zindagi Dukhon Ke Sath” Song Details:

Album/Label: Jane Jan Sun (1988)
Singer(s): Ali Haider

Zindagi dukhon ke sath hain
Zindagi ghumon ki barsaat hain
Zindagi dukhon ke sath hain
Zindagi ghumon ki barsaat hain
Ho kya hua jo tu nahin
Ho kya hua jo hum hai saath
Hona tha jo woh zindagi ke sath hain
Hona tha jo woh zindagi ke sath hain
Zindagi dukhon ke sath hai
Zindagi ghumon ki barsaat hai

Ho kehti thi woh bewafaa
Ho marna jeena to sath hain
Jeena hain so woh zindagi ke sath hain
Jeena hain so woh zindagi ke sath hain
Zindagi dukhon ke sath hain
Zindagi ghumon ki barsaat hain
Ho bhool jaunga main
Ho job hi tha sapna tha
Aansoo jo hain wo zindagi ke sath hain
Aansoo jo hain wo zindagi ke sath hain
Zindagi dukhon ke sath hai
Zindagi ghumon ki barsaat hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top