Zindagi Me Tum Nahi To Lyrics

Zindagi Me Tum Nahi To Lyrics Lyrics

“Zindagi Me Tum Nahi To” Song Details:

Movie: Rangeela Raja (1960)
Singer(s): Sudha Malhotra, Talat Mahmood
Lyricist(s): Asad Bhopali
Composer(s): Shivram Krishna
Music Director(s): Shivram Krishna
Genre(s): Love
Music Label: © Saregama
Starring: Master Bhagwan, Chand Burke, Jayant, Kumkum, Mahipal, Minoo Mumtaz, Shashikala, G.P. Sippy
Release on: 1st January, 1960

Ham tumhare ho chuke hai
Hamko tumse pyar hai
Zindagi me tum nahi to
Zindagi bekar hai
Ham tumhare ho chuke hai
Hamko tumse pyar hai
Zindagi me tum nahi to
Zindagi bekar hai
Ham tumhare ho chuke hai

Ye hamare dil ki bate
Tumne kaise jaan li
Tumne kaise jaan li
Yu samajh lo dil ne dil ki
Dhadkane pehchan li
Dhadkane pehchan li
Kaun jane ye hamari
Jeet hai ya haar hai
Zindagi me tum nahi to
Zindagi bekar hai
Ham tumhare ho chuke hai

Meri duniya jagmag di
Tumne apne noor se
Tumne apne noor se
Tumne meri mang bhar di
Pyar ke sindur se
O pyar ke sindur se
Dil se ab dil ka juda hona
Ab dushwar hai
Zindagi me tum nahi to
Zindagi bekar hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top