“O Jaana” Song Details:
| TV Show: | Ishqbaaaz |
| Singer(s): | Bhaven Dhanak |
| Music Director(s): | Sanjeev Srivastava |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Lalit Mohan |
| Starring: | Nakuul Mehta, Kunal Jaisingh, Leenesh Mattoo, Surbhi Chandna, Vrushika Mehta, Neha Lakshmi Iyer |
| Release on: | 27th June, 2016 |
O jaana… O jaana…
O jaana…
Khoya khoya rahata hai
Dil tadap ke kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana… O jaana…
Khoya khoya rahata hai
Dil tadap ke kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana…
Ishq hai ansu ishq hai naghma
Ishq sukoon hai rahat hai
Ishq hai sehra ishq hai dariya
Ishq junoon hai zahmat hai
Ishq hai ansu ishq hai naghma
Ishq sukoon hai rahat hai
Ishq hai sehra ishq hai dariya
Ishq junoon hai zahmat hai
Tanha adhoora sa
Khamosh lamha sa
Thahra hua hai dil yahaan
Mehsus karle tu
Jazbaat ki khushbu
Khud se karu kya main bayaan
Dard hai jo halka sa
Khab khab chhalka sa
Tu muskuraye har jagah
O jaana…
Khoya khoya rahata hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana…
Kis pe karun zahir hai dard kya aakhir
Kyu hai sukoon mujhse khafa
Betaab lamho mein
Benam aashqo mein
Ye aks kis ka ban gaya
Gam ko aazmane de
Dil ko chot khaane de
Kya hai chale kuch to pata
O jaana…
Khoya khoya rahata hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana… O jaana…
O jaana… O jaana…


