“Na Tum Aaye Na Neend Aayi” Song Details:
| Movie: | Rimjhim (1949) |
| Singer(s): | Shamshad Begum |
| Lyricist(s): | Bharat Vyas |
| Composer(s): | Khemchand Prakash |
| Music Director(s): | Khemchand Prakash |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Ramesh Gupta, Sushil Sahu |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Kishore Sahu, Ramola, Mubarak, Mohana, Mumtaz Ali, Amir Bano, A Shah, Jankidas |
Na tum aaye na neend aayi
Tumhari yaad hi aayi
Na tum aaye na neend aayi
Tumhari yaad hi aayi
Kisi pathar se takra kar
Meri fariyad hi aayi
Na tum aaye na neend aayi
Tumhari yaad hi aayi
Teri aawaz mahfil se
Na kuch bhi pa sake hum to
Na kuch bhi pa sake hum to
Meri kismat gayi barbad
Meri kismat gayi barbad
Aur barbad hi aayi
Kisi pathar se takra kar
Meri fariyad hi aayi
Na tum aaye na neend aayi
Tumhari yaad hi aayi
Liye bulbul do tinke
Ke sara aasma chauka
Liye bulbul do tinke
Ke sara aasma chauka
Ke sara aasma chauka
Bahar aayi bhi to dil mein
Bahar aayi bhi to dil mein
Liye fariyad hi aayi
Kisi pathar se takra kar
Meri fariyad hi aayi
Na tum aaye na neend aayi
Tumhari yaad hi aayi.


