क्या बुरा किया है हुज़ूर मैंने Kya Bura Kiya Hai Huzoor Maine Lyrics

क्या बुरा किया है हुज़ूर मैंने Kya Bura Kiya Hai Huzoor Maine Lyrics Lyrics

“Kya Bura Kiya Hai Huzoor Maine” Song Details:

Movie: Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere
Singer(s): Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s): K. L. Pardesi
Composer(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Genre(s): Sharaabi
Director(s): Arjun Hingorani
Music Label: © Saregama
Starring: Balraj Sahni, Dharmendra

Kya bura kiyaa hai huzoor maine
Kya bura kiyaa hai huzoor maine
Ab thodi si pi hai zaroor maine
Kya bura kiyaa hai huzoor maine
Ab thodi si pi hai zaroor maine
Kya bura kiyaa hai huzoor maine


Samjhati hai duniya sharabi mujhe
Samjhati hai duniya sharabi mujhe
Ye kahti hai khana kharabi mujhe
Ye pahla kiyaa hai qasoor maine
Kya bura kiyaa hai huzoor maine
Ab thodi si pi hai zaroor maine
Kya bura kiyaa hai huzoor maine

Ye thodi si pina bala ho gayaa
Ye thodi si pina bala ho gayaa
Zamana bhi mujhse khafa ho gayaa
Ye pahla kiya hai qasoor maine
Kya bura kiyaa hai huzoor maine
Ab thodi si pi hai zaroor maine
Kya bura kiyaa hai huzoor maine.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top