Rum Jhum Matware Badal Lyrics

Rum Jhum Matware Badal Lyrics Lyrics

“Rum Jhum Matware Badal” Song Details:

Movie: Suhaag Raat (1948)
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Rajkumari Dubey
Lyricist(s): Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Composer(s): Snehal Bhatkar
Music Director(s): Snehal Bhatkar
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Kidar Sharma
Music Label: © Saregama
Starring: Bharat Bhushan, Geeta Bali, Begum Para, Maruti

Room jhoom matware
Badal chha gaye
Room jhoom matware
Badal chha gaye
Balam ji tori yaade dila gaye
Balam ji tori yaade dila gaye
Koyaliya sawan ke din aa gaye
Koyaliya sawan ke din aa gaye
Room jhoom matware
Badal chha gaye
Room jhoom matware
Badal chha gaye
Balam ji tori yaade dila gaye

Room jhoom matware
Badal chha gaye
Room jhoom matware
Badal chha gaye
Balam ji tori yaade dila gaye
Balam ji tori yaade dila gaye
Koyaliya sawan ke din aa gaye
Koyaliya sawan ke din aa gaye
Room jhoom matware
Badal chha gaye
Room jhoom matware
Badal chha gaye
Balam ji tori yaade dila gaye
Koyaliya sawan ke din aa gaye

Barasan laage barasan laage
Barasan laage badal kaale kaale
Badal kaale kaale ho
Badal kaale kaale
Barasan laage barasan laage
Barasan laage badal kaale kaale
Badal kaale kaale ho
Badal kaale kaale
Ruth pade aakas ke dil ke
Ruth pade aakas ke dil ke chhane re
Barkha ke din aag lagane aa gaye
Barkha ke din aag lagane aa gaye
Balam ji tori yaade dila gaye
Koyaliya sawan ke din aa gaye
Room jhoom matware
Badal chha gaye
Room jhoom matware
Badal chha gaye
Balam ji tori yaade dila gaye
Koyaliya sawan ke din aa gaye

Aansu ban naino se
Sapne behne lage
Aansu ban naino se
Sapne behne lage
Adhure armaan lipat kar
Dil se kehne lage
Adhure armaan lipat kar
Dil se kehne lage
Humko kyu nirmohi yun bisara gayi
Humko kyu nirmohi yun bisara gayi
Balam ji tori yaade dila gaye
Koyaliya sawan ke din aa gaye
Room jhoom matware
Badal chha gaye
Room jhoom matware
Badal chha gaye
Balam ji tori yaade dila gaye
Balam ji tori yaade dila gaye
Koyaliya sawan ke din aa gaye
Koyaliya sawan ke din aa gaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top