“Chal Phir Se Shuruvaat Karein” Song Details:
| Label: | Zee Music Company |
| Singer(s): | Sadhana Sargam |
| Lyricist(s): | Niket Pandey |
| Composer(s): | Shamir Tandon |
| Music Director(s): | Shamir Tandon |
| Genre(s): | Love |
| Music Label: | © Zee Music Company |
Chal Phir Se Shuruvat Karein
Chal Phir Se Shuruvat Karein
Kahin Baith Ke Do Baat Karein
Kahin Baith Ke Do Baat Karein
Phir Dhoop Mein Jhulse Rishton Par
Phir Dhoop Mein Jhulse Rishton Par
Baadal Bankar Barsaat Karein
Chal Phir Se Shuruvat Karein
Kahin Baith Ke Do Baat Karein
Kuch Likhe Mitaayein Ret Pe Hum
Kuch Likhe Mitaayein Ret Pe Hum
Kuch Likhe Mitaayein Ret Pe Hum
Surmayi Shaam Ko Raat Karein
Chal Phir Se Shuruvatkarein
Kahin Baith Ke Do Baat Karein
Jaani Pehchaani Galiyon Mein
Jaani Pehchaani Galiyon Mein
Phir Anjaani Mulaqat Karein
Phir Anjaani Mulaqat Karein
Chal Phir Se Shuruvat Karein
Kahin Baith Ke Do Baat Karein
Phir Roothun Main Phir Manaa Lo Tum
Phir Roothun Main Phir Manaa Lo Tum
Phir Roothun Main Phir Manaa Lo Tum
Phir Pehle Se Haalaat Karein
Chal Phir Se Shuruvat Karein
Chal Phir Se Shuruvat Karein
Kahin Baith Ke Do Baat Karein


