हार्टफ़ैल Heartfail Lyrics

हार्टफ़ैल Heartfail Lyrics Lyrics

“Heartfail” Song Details:

Label: Saregama Music
Singer(s): Shaarib-Toshi, Mika Singh
Lyricist(s): Manoj Yadav
Music Director(s): Shaarib-Toshi
Genre(s): Funny, Dance
Music Label: © Saregama Music
Starring: Satish Kaushik, Awez Darbar, Nagma Mirajkar

Haaye bains utaar gayi water maa
Dil atka teri daughter maa
Bains utaar gayi water maa
Dil atka teri daughter maa

Tere do naino ke
Tere do naino ke
quarter mein
Main sail ho gaya

Haan mere
dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
dil ka

Mere dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
dil ka


Ho ishq hain dariya fire ka
Kaayar kya kar paayega

Ho ishq hain dariya fire ka
Kaayar kya kar paayega
Jiske jigar mein dum hoga
Wohi lover kehlayega

Main pyar ka engine
Aye haaye pyar ka engine
Aur tu meri rail ho gaya

Haan mere
dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
dil ka

Haan mere dil ka
heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya dil ka

Ho yaar mohabbat ke matter main
Hitler kyun ban jaate ho

Ho yaar mohabbat ke matter main
Hitler kyun ban jaate ho
Gf bf razi hain
kyun daady tang adaate ho

Mere ishq se na jal
aaye haaye Mere ishq
se jalne waalo ke
Sang khel ho gaya

Haan mere
dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
dil ka

Mere dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
dil ka

Haan poore chattis gun ka
Poore chattis gun ka
Chattis gunon ka
tera mera mail ho gaya

Haan mere
dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
dil ka

Haan mere
dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
Dil ka heartfail ho gaya
dil ka.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top