“Hum Hain” Song Details:
| TV Show: | Burka Avenger (2013) |
| Singer(s): | Haroon Shahid |
| Composer(s): | Haroon Shahid |
| Music Director(s): | Haroon Shahid |
| Genre(s): | Motivational |
| Director(s): | Haroon |
| Starring: | Ainy Jaffri, Hamza Ali Abbasi, Wes Malik, Sardar Xin Khan, Anum Zaidi, Amjad Chaudhary, Sara Rubab, Urooj Nawaz, Monika, Ahmed Ali, Johnathan Nawaz |
| Release on: | 28th July, 2013 |
Hum hain, hum hain
Hum hain, aur hum rahenge
Jo chahenge payenge
Hum hain, aur hum rahenge
Hum aagey hi jaayenge
Hum hain asmaan
Hum hi hain zameen
Duniya pe chayein gein
Hum hai woh dum
Hum hain, hum hain
Hum hain, aur hum rahenge
Jo chahenge payenge
Hum hain, aur hum rahenge
Hum aagey hi jaayenge
Dekho le duniya ye hai kitno ki
Hum nujawano ki
Ye hai deewano ki..
Dewano ki trah aagy barh ke
Hum manzil payenge
Hum hain, hum hain
Hum hain, aur hum rahenge
Jo chahenge payenge
Hum hain, aur hum rahenge
Hum aagey hi jaayenge
Hum hain asmaan
Hum hi hain zameen
Duniya pe chayein gein
Hum hai woh dum
Jeevan mein jo aayengi mushkilein
Hum na ghabraen gein
Such ko nibhayenge
Yehi sochein saary mil ke
Tufanon ka rukh morein gein
Hum hain, hum hain
Hum hain, aur hum rahenge
Jo chahenge payenge
Hum hain, aur hum rahenge
Hum aagey hi jaayenge
Hum hain asmaan
Hum hi hain zameen
Duniya pe chayein gein
Hum hai woh dum.


