“Chupke Se” Song Details:
| Movie: | Hum Hai Teen Khurafaati (2014) |
| Singer(s): | Shreya Ghoshal |
| Lyricist(s): | Satyaprakash |
| Composer(s): | Kashi Richard |
| Music Director(s): | Kashi Richard |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Rajeshwar Chauhan |
| Music Label: | © Zee Music |
| Starring: | Heena Panchal, Mausam Sharma, Pranshu Kaushal, Shrey Chhabra, Vrajesh Hirjee, Hemant Pandey, Razzak Khan, Brijendra Kala, Manoj Bakshi |
Haan chupke se tere
Khwabon mein phiruu
Neend banke aankhon
Mein rahoon
Subahaa jab khule
Aankhon ke parde
Main samaa rahoon
Aa aa jaa mere
Baahon ke darmiyaan
Aa aa jaa mere
Baahon ke darmiyaan
Tu bata haan aa tere
Kya iraade bataa
Tu bata haan aa tere
Kya iraade bataa
Pyaar ka samandar chhote se
Dil mein bharne de
Tann ke ang ang ko
Ehsaas ho jaane de
Pal ko ki chhaon mein
Teri khushboo paayenge
Bandh ho yaa aankhein khuli
Tum hi tumko chahenge
Aa aa jaa mere
Baahon ke darmiyaan.


