Hum Hain Lyrics

Hum Hain Lyrics Lyrics

“Hum Hain” Song Details:

TV Show: Burka Avenger (2013)
Singer(s): Haroon Shahid
Composer(s): Haroon Shahid
Music Director(s): Haroon Shahid
Genre(s): Motivational
Director(s): Haroon
Starring: Ainy Jaffri, Hamza Ali Abbasi, Wes Malik, Sardar Xin Khan, Anum Zaidi, Amjad Chaudhary, Sara Rubab, Urooj Nawaz, Monika, Ahmed Ali, Johnathan Nawaz
Release on: 28th July, 2013

Hum hain, hum hain
Hum hain, aur hum rahenge
Jo chahenge payenge
Hum hain, aur hum rahenge
Hum aagey hi jaayenge
Hum hain asmaan
Hum hi hain zameen
Duniya pe chayein gein
Hum hai woh dum

Hum hain, hum hain
Hum hain, aur hum rahenge
Jo chahenge payenge
Hum hain, aur hum rahenge
Hum aagey hi jaayenge

Dekho le duniya ye hai kitno ki
Hum nujawano ki
Ye hai deewano ki..
Dewano ki trah aagy barh ke
Hum manzil payenge

Hum hain, hum hain
Hum hain, aur hum rahenge
Jo chahenge payenge
Hum hain, aur hum rahenge
Hum aagey hi jaayenge
Hum hain asmaan
Hum hi hain zameen
Duniya pe chayein gein
Hum hai woh dum

Jeevan mein jo aayengi mushkilein
Hum na ghabraen gein
Such ko nibhayenge
Yehi sochein saary mil ke
Tufanon ka rukh morein gein


Hum hain, hum hain
Hum hain, aur hum rahenge
Jo chahenge payenge
Hum hain, aur hum rahenge
Hum aagey hi jaayenge
Hum hain asmaan
Hum hi hain zameen
Duniya pe chayein gein
Hum hai woh dum.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top